Main Sehra Bandh Ke
Deewana Mujh Sa Nahin
Lyrics
Tera hi naam likha hai mere fasane mein
Deewana mujhsa nahi hai koi zamane mein
Main sehra bandh ke aaunga mera vaada hai
Main sehra bandh ke aaunga mera vaada hai
Main teri maang sajaunga mera vaada hai
Main sehra bandh ke aaunga mera vaada hai
Main teri maang sajaunga mera vaada hai
Main sehra bandh ke aaunga mera vaada hai
Meri wafa meri kasmon pe aitbaar toh kar
Meri wafa meri kasmon pe aitbaar toh kar
Milan ki raat bhi aayegi intezaar toh kar
Milan ki raat bhi aayegi intezaar toh kar
Wafa ki mehndi rachunga mera vaada hai
Main teri maang sajaunga mera vaada hai
Main sehra bandh ke aaunga mera vaada hai
Tera hai tera rahega tere habeeb ka dil
Tera hai tera rahega tere habeeb ka dil
Na todh aise mohabbat mein is gareeb ka dil
Na todh aise mohabbat mein is gareeb ka dil
Amir banke bataunga mera vaada hai
Main teri maang sajaunga mera vaada hai
Main sehra bandh ke aaunga mera vaada hai
Mujhe joh rok le aisi bani deewar nahi
Mujhe joh rok le aisi bani deewar nahi
Joh haar maane zamane se mera pyar nahi
Zamane bhar ko jhukaunga mera vaada hai
Mera vaada hai
Mera vaada hai
Mera vaada hai
Watch Video