Main Pyaasa Tum Sawan
Faraar
Lyrics
Main pyaasa tum sawan
Main pyaasa tum sawan
Main dil tum meri dhadkan
Ho na ... hoon toh ... ho ho na ... hoon toh
Main pyaasi tum sawan
Main pyaasi tum sawan
Main dil tum meri dhadkan
Ho na ... hoon toh ... ho ho na ... hoon toh
Aankhon ko jab band karun main
Aankhon ko jab band karun main sapne tumhare aaye
O pyar bina yeh jeevan pheeka sapne yeh samjhaye
Mann se mann ki dori ka tum hi toh ho bandhan
Ho na ... hoon toh ... ho ho na ... hoon toh
Maine jab jab anjane se
Maine jab jab anjane se dekhi haath ki rekha
Main batla doon us rekha mein tumne mujhe hi dekha
Main toh ik parchai hoon tum hi ho mere darpan
Ho na ... hoon toh ... ho ho na ... hoon toh
Main pyaasa tum sawan
Main pyaasa tum sawan
Main dil tum meri dhadkan
Ho na ... hoon toh ... ho ho na ... hoon toh
Watch Video