Lyric4U
Main Nikla Gaddi Leke

Gadar: Ek Prem Katha

Watch Video
Lyrics
Main nikla oh gaddi leke
Oh ho o ho ... oh ho o ho
Aa ha aa ha ... aa ha aa ha
Main nikla oh gaddi leke
Oh raste par, oh sadak mein
Ek modh aaya
Main uthe dil chhod aaya
Ek modh aaya
Main uthe dil chhod aaya
Rab jaane kab guzra Amritsar
Oh kab jaane Lahore aaya
Main uthe dil chhod aaya
Ek modh aaya
Main uthe dil chhod aaya
Us modh pe woh mutiyaar mili
Oh us modh pe woh mutiyaar mili
Jatt yamla pagal ho gaya
Uski zulfon ki chhaon mein
Main bistar daal ke so gaya
Oh jab jaga main bhaaga
Oh sab faatak, sab signal
Main tod aaya
Main uthe dil chhod aaya
Ek modh aaya
Main uthe dil chhod aaya
Bas ek nazar usko dekha
Bas ek nazar usko dekha
Dil mein uski tasveer lagi
Kya naam tha uska rab jaane
Mujhko Raanjhe ki Heer lagi
Oh maine dekha ek sapna
Sang uske naam apna
Main jodh aaya
Main uthe dil chhod aaya
Ek modh aaya
Main uthe dil chhod aaya
Ho o ho ... la la la la
Ho o ho ... la la la la
Aa ha aa ha ... ho o ho ... aa ha aa ha
Sharma ke woh yoon simat gayi
Sharma ke woh yoon simat gayi
Jaise woh neend se jaag gayi
Maine kaha gal sun oh kudiye
Woh darr ke peeche bhaag gayi
Woh samjhi oh ghar uske
Chori se oh chupke se
Koi chor aaya
Main uthe dil chhod aaya
Ek modh aaya
Main uthe dil chhod aaya
Main nikla oh gaddi leke
Oh raste par, oh sadak mein
Ek modh aaya
Main uthe dil chhod aaya
Ek modh aaya
Main uthe dil chhod aaya
Ho ek modh aaya
Main uthe dil chhod aaya
Arre ek modh aaya
Main uthe dil chhod aaya
Watch Video