Lyric4U
Main Kya Karoon

Barfi

Watch Video
Lyrics
Dil yeh mera bas mein nahi
Pehla kabhi aaisa hota tha nahi
Dil yeh mera bas mein nahi
Pehla kabhi aaisa hota tha nahi
Tu hi bata is dil ka main
Ab kya karoon
Kehne pe chalta nahi
Kuch dino se meri bhi sunta nahi
Tu hi bata is dil ka main
Uff ab main kya karoon
Main kya karoon ... main kya karoon
Main kya karoon ... main kya karoon
Main kya karoon ... main kya karoon
Is dil kya karoon
Main kya karoon ... main kya karoon
Main kya karoon ... main kya karoon
Main kya karoon ... main kya karoon
Karta hai aawaargi
Is pe toh dhun chadhi hai pyar ki
Na jaane ghum hai kahan
Baaton mein hai pada bekaar ki
Karta hai aawaargi
Is pe toh dhun chadhi hai pyar ki
Na jaane ghum hai kahan
Baaton mein hai pada bekaar ki
Ulti yeh baat hai
Aaise halaat hai
Galti kare yeh main bharoon
Uff dil ka kya karoon
Main kya karoon ... main kya karoon
Main kya karoon ... main kya karoon
Main kya karoon ... main kya karoon
Is dil kya karoon
Main kya karoon ... main kya karoon
Main kya karoon ... main kya karoon
Main kya karoon ... main kya karoon
Dil pe mera kaabu nahi
Fitrat kabhi iski aaisi thi nahi
Tu hi bata is dil ka main
Ab kya karoon
Kehne pe chalta nahi
Kuch dino se meri bhi sunta nahi
Tu hi bata is dil ka main
Uff dil kya karoon
Main kya karoon ... main kya karoon
Main kya karoon ... main kya karoon
Main kya karoon ... main kya karoon
Uff ab main kya karoon
Main kya karoon ... main kya karoon
Main kya karoon ... main kya karoon
Main kya karoon ... main kya karoon
Watch Video