Main Khiladi Tu Anari
Main Khiladi Tu Anari
Lyrics
Hum dono hai alag alag, hum dono hai juda juda
Ek duje se kabhi kabhi rehte hai hum khafa khafa
Hum dono hai alag alag, hum dono hai juda juda
Ek duje se kabhi kabhi rehte hai hum khafa khafa
Ladki dekhi mooh se seeti, baje haath se taali
Ladki dekhi mooh se seeti, baje haath se taali
Saala aila ufma aigo pori aali aali
Main khiladi tu anari
Main anari tu khiladi
Gaal gulabi, nain sharabi hosh udale jaaye
Uff ladki hai ya hai qayamat dil se nikle haaye
Sote jagte ladki dekhoon, dil dhak dhak dhadke
Dekho phadke aankh meri, tann mein shola sa bhadke
Ladki ladki karte karte ho na jaaye deewane
Aisa na ho jaaye ki hum khud ko na pehchaane
Vaar mera jab bhi hota hai kabhi na jaaye khali
Har taale ki rakhta hoon main apni jeb mein chaabi
Ladki dekhi mooh se seeti, baje haath se taali
Ladki dekhi mooh se seeti, baje haath se taali
Saala aila ufma aigo pori aali aali
Main khiladi tu anari
Main anari tu khiladi
Chahe Gadwal ki ho
Ya Nainital ki ho
Chahe Punjab ki ho
Ya phir Bengal ki ho
Lovely haseen koi dil se dhoondenge
Lovely haseen koi dil se dhoondenge
Not permanent, temporary dhoondenge re
Neele chhatri waale ke bhi mann mein khoob samayi
Kya socha joh usne ladki jaisi cheez banayi
Chikni chikni dekh ke soorat dil yeh fisla jaata
Ladki nahi banata toh bolo rab ka kya jaata
Tauba tauba inki jalwe, inki ada nirali
Dil karta hai choom ke dil main rakhloon ek dilwali
Kisi ek ka haath pakadke bana usse gharwali
Har din tera bane Dussehra, raat bane Diwali

Watch Video