Lyric4U
Main Hoon Deewana Tera

Ek Paheli Leela

Watch Video
Lyrics
Deewana deewana deewana deewana deewana deewana deewana hai
Deewana deewana deewana deewana deewana deewana deewana hai
Na jaanu main kaisi yeh bekaraari hai
Shayad dil ke jaane ki ab taiyaari hai
Na jaanu main kaisi yeh bekaraari hai
Shayad dil ke jaane ki ab taiyaari hai
Tu dil ka thikana
Hoon tera deewana
Deewana tera tujhe hi bulaye
Yeh marzi teri tu aaye na aaye
Deewana tera tujhe hi bulaye
Yeh marzi teri tu aaye na aaye
Deewana deewana deewana deewana deewana deewana deewana hai
Pooche nigahein meri hai kahan raahein teri
Jaane kyun na jaane tu tanha hai baahein meri
Pooche nigahein meri hai kahan raahein teri
Jaane kyun na jaane tu tanha hai baahein meri
Neendo bin raat bhi guzari hai
Joh utre na teri hi toh khumari hai
Mushkil hai bhulana
Hoon tera deewana
Deewana tera tujhe hi bulaye
Yeh marzi teri tu aaye na aaye
Deewana tera tujhe hi bulaye
Yeh marzi teri tu aaye na aaye
Dil mein joh armaan jaage tere hi peeche bhaage
Rukna hai tujhpe ab toh jaana nahi hai aage
Dil mein joh armaan jaage tere hi peeche bhaage
Rukna hai tujhpe ab toh jaana nahi hai aage
Surat yeh kyun aankhon mein utari hai
Maine toh bhulai duniya saari hai
Hai tujhko batana
Hoon tera deewana
Deewana tera tujhe hi bulaye
Yeh marzi teri tu aaye na aaye
Deewana tera tujhe hi bulaye
Yeh marzi teri tu aaye na aaye
Watch Video