Lyric4U
Main Deewana Hoon

Yeh Dillagi

Watch Video
Lyrics
Husn walo ki adaon pe na marna yaaron
Ishq dhokha hai kabhi ishq na karna yaaron
Main deewana hoon mujhe
Main deewana hoon mujhe dillagi ne maara hai
Maut ne chhod diya
Maut ne chhod diya zindagi ne maara hai
Main deewana hoon mujhe
Bekhabar bekhayal beraham se pyar kiya
Maine apno pe begaano pe aitbaar kiya
Woh andhera hoon jise
Woh andhera hoon jise roshni ne maara hai
Main deewana hoon mujhe
Aise halaat, aisa dard, aisi raat na ho
Joh mere saath hua woh kisi ke saath na ho
Sirf kehte hai yahan, karke dikhaya kisne
Dil ke jazbaat ke rishton ko nibhaya kisne
Main woh aashiq hoon jise
Main woh aashiq hoon jise aashiqui ne maara hai
Main deewana hoon mujhe dillagi ne maara hai
Maut ne chhod diya zindagi ne maara hai
Main deewana hoon mujhe
Kisi ke pyar pe marne ki baat karte ho
Mere mehboob kya karne ki baat karte ho
Haseeno ke liye dil, dil nahi khilona hai
Kare joh pyar usko zindagi bhar rona hai
Ishq bezaar kar de
Ishq lachaar kar de
Ishq hai beimaani
Ishq jhoothi kahani
Ishq benaam kar de
Ishq badnaam kar de
Pooch na pyar kya hai
Khoobsurat bala hai
Khoobsurat bala hai
Khoobsurat bala hai
Main woh bebas hoon jise
Main woh bebas hoon jise bebasi ne maara hai
Main deewana hoon mujhe
Watch Video