Lyric4U
Main Chali Main Chali

Padosan

Watch Video
Lyrics
Main chali main chali, dekho pyar ki gali
Mujhe roke na koi, main chali main chali
Main chali main chali, dekho pyar ki gali
Mujhe roke na koi, main chali main chali
Na na na meri jaan dekho jaana na wahan
Koi pyar ka lootera loote na meri jaan
Ha ha ha meri jaan dekho jaana na wahan
Koi pyar ka lootera loote na meri jaan
Yeh fiza, yeh hawa, yeh nazaare, yeh samaa
Ab pyar na hua toh phir kab hoga
Koi khel toh nahi yeh hai pyar meri jaan
Tujhe pata bhi na chalega yeh jab hoga
Main chali main chali, dekho pyar ki gali
Mujhe roke na koi, main chali main chali
Hai deewani yeh jawaani koi samjhaye kya
Kab rokne se rukte hai deewane
Hai deewani yeh jawaani koi samjhaye kya
Kab rokne se rukte hai deewane
Tu hai abhi naadan zara soch meri jaan
Roz aate nahi din aise mastane
Na na na meri jaan dekho jaana na wahan
Koi pyar ka lootera loote na meri jaan
Ha ha ha meri jaan dekho jaana na wahan
Koi pyar ka lootera loote na meri jaan
Kahin aankh na mili, kahin dil na laga
Toh pyar ka zamana kis kaam aaya
Toh yeh rut, yeh ghata, bolo sochegi kya
Joh kisi ka na honthon pe naam aaya
Main chali main chali, dekho pyar ki gali
Mujhe roke na koi, main chali main chali
Na na na meri jaan dekho jaana na wahan
Koi pyar ka lootera loote na meri jaan
Watch Video