Main Aaya Tere Liye
Ilzaam
Lyrics
O mama, O mama, O mama, O mama
O mama, O mama, O mama, O mama
O mama, O mama, O mama, O mama
O mama, O mama, O mama, O mama
Main aaya tere liye
Main aaya tere liye
Honthon pe leke tarane
Jaadu suron ke jagane
Masti ke naghme sunane aa gayi
O mama, O mama, O mama, O mama
Main aaya tere liye
Main aaya tere liye
Sabke dilon ko nachane
Kaise karishme dikhane
Kya kya nishane lagane aa gaya
Main aaya tere liye, tere liye
O mama, O mama, O mama, O mama
O mama, O mama, O mama, O mama
Woh saaz chhedun main, woh geet gaaun main
Saanso mein hulchul macha doon
Geeton pe tere nachun main aise
Logon ko pagal bana doon
Mehfil mein aaun toh jaadu jagaun toh
Main hosh sabke uda doon
Aankhen milake yoon muskurake
Main aag dil mein laga doon
Main aaya tere liye, tere liye
Main aaya tere liye, tere liye
Honthon pe leke tarane
Jaadu suron ke jagane
Masti ke naghme sunane aa gayi
Main aaya tere liye, tere liye
O mama, O mama, O mama, O mama
O mama, O mama, O mama, O mama
Sara zamana toh mera deewana hai
Geeton ka main hoon deewana
Rang badalke, roop badalke
Janu dilon ko lubhana
Kya zindagani hai, duniya suhani hai
Nashe mein doobi jawani
Angon mein mere masti ki maujein
Dil ki tammana deewani
Main aaya tere liye, tere liye
Main aaya tere liye, tere liye
Honthon pe leke tarane
Jaadu suron ke jagane
Masti ke naghme sunane aa gayi
Sabke dilon ko nachane
Kaise karishme dikhane
Kya kya nishane lagane aa gaya
Main aaya tere liye
Main aaya tere liye
Watch Video