Madhosh Dil Ki Dhadkan
Jab Pyaar Kisise Hota Hai
Lyrics
Madhosh dil ki dhadkan, chup si yeh tanhai

Chup gaya chand kyun, kya teri zulf lehrai

Phir teri yaad ne dil mein li yaar angdaai
Madhosh dil ki dhadkan, chup si yeh tanhai
Yeh raat jage, lambi raaton ke dil na lage
Kya karoon
Yeh silsile, dil ki baaton ke jaadu chale
Kya karoon
Bikhra zulfein soo jaaon
Dil chahe kahin kho jaaon
Madhosh dil ki dhadkan, chup si yeh tanhai
Yeh teri aashiqui kar na de meri ruswai
Madhosh dil ki dhadkan, chup si yeh tanhai
Kehna tha joh hothon se
Maine aankhon se woh keh liya
Dil mein tere rehna hai mujhko
Is duniya mein reh liya
Aa lagja tu is dil se
Ke milte hai dil mushkil se
Madhosh dil ki dhadkan, chup si yeh tanhai
Madhosh dil ki dhadkan, chup si yeh tanhai
Dil liya jaan bhi lega yeh pyaar harjai
Madhosh dil ki dhadkan, chup si yeh tanhai
Chup gaya chand kyun, kya teri zulf lehrai
Madhosh dil ki dhadkan, chup si yeh tanhai
Chup si yeh tanhai
Chup si yeh tanhai
Watch Video