Lyric4U
Maar Diya Jaye

Mera Gaon Mera Desh

Watch Video
Lyrics
Maar diya jaye ke chhod diya jaye
Bol tere saath kya saluk kiya jaye
Maar diya jaye ke chhod diya jaye
Bol tere saath kya saluk kiya jaye
Bol tere saath kya saluk kiya jaye
Jaam diya jaye ke zehar diya jaye
Bol tere saath kya saluk kiya jaye
Bol tere saath kya saluk kiya jaye
Kaanch ki chhudiyan bhi maine khankayi
Apni zulfein bhi maine toh bikhrayi
Kaanch ki chhudiyan bhi maine khankayi
Apni zulfein bhi maine toh bikhrayi
Tujhko zanjeerein haan, zanjeerein tujhko haan
Haan tujhko zanjeerein lekin pasand aayi
Qaid kiya jaye ke chhod diya jaye
Bol tere saath kya saluk kiya jaye
Bol tere saath kya saluk kiya jaye
Aa rahi hai hasi teri kahani pe
Aa raha hai taras teri jawani pe
Aa rahi hai hasi teri kahani pe
Aa raha hai taras teri jawani pe
Aaj tu hai meri, tu hai tu hai meri
Aaj tu hai meri meharbani pe
Todh diya jaye ke dil jodh diya jaye
Bol tere saath kya saluk kiya jaye
Bol tere saath kya saluk kiya jaye
Ek bujhti hui shamma ke parwane
Aakhri aarzu kya hai mastane
Ek bujhti hui shamma ke parwane
Aakhri aarzu kya hai mastane
Aaj tera gareban, tera tera gareban
Aaj tera gareban o deewane
Chaak kiya jaye ke chhod diya jaye
Bol tere saath kya saluk kiya jaye
Bol tere saath kya saluk kiya jaye
Maar diya jaye ke chhod diya jaye
Bol tere saath kya saluk kiya jaye
Bol tere saath kya saluk kiya jaye
Watch Video