Maar Dala
Devdas (2002)
Lyrics
Yeh kiski hai aahat
Yeh kiska hai saaya
Huyi dil mein dastak
Yahan kaun aaya
Hum pe yeh kisne
Hara rang dala
Oh ho o o ... hum pe yeh kisne
Hara rang dala
Khushi ne hamari hum mein maar dala
Maar dala
Maar dala
Maar dala
Hum pe yeh kisne
Hara rang dala
Khushi ne hamari hum mein maar dala
Hum mein maar dala
Hum mein maar dala
Hum mein maar dala
Allah maar dala
Allah maar dala
Allah maar dala
(Sargam)
Na chaand hatheli par sajaya
Na taaron se koi bhi rishta banaya
Na rab se bhi koi shikayat ki
Na rab se bhi koi shikayat ki
Har gham ko humne chupaya
Har sitam ko haske uthaya
Kaanto ko bhi gale se lagaya
Aur phoolon se zakhm khaya
Haan magar dua mein
Jab yeh haath uthaya
Oh ho o o ... haan magar dua mein
Jab yeh haath uthaya
Khuda se dua mein tumhe maang dala
Maang dala
Allah maang dala
Allah maang dala
Hum pe yeh kisne
Hara rang dala
Khushi ne hamari hum mein maar dala
Hum mein maar dala
Hum mein maar dala
Hum mein maar dala
Allah maar dala
Allah maar dala
Allah maar dala
Maar dala o maar dala
Maar dala o maar dala
Maar dala
Yeh kiski hai aahat
Maar dala
Yeh kiska hai saaya
Maar dala
Huyi dil mein dastak
Maar dala
Yahan kaun aaya
(Sargam)
Watch Video