Maal Ko Dekhe
Maalamaal
Lyrics
Maal hai to taal hai
Varna tu kangaal hai
Maal hai to taal hai
Varna tu kangaal hai
Maal ke bina jeena mohaal ho gaya
Maal ko dekhe saal-o-saal ho gaya
Maal hai to taal hai
Varna tu kangaal hai
Maal hai to taal hai
Varna tu kangaal hai
Maal ke bina jeena mohaal ho gaya
Maal ko dekhe saal-o-saal ho gaya
Hum bhi rehte bungalow mein, hum bhi phirte motor mein
Paas jo apne paisa hota baithe hote hotel mein
Aap chalke aati to cheez zaroori hoti
Maal jo hota pocket mein har hasrat poori hoti
Maana fakeer hai hum
Dil ke ameer hai hum
Maana fakeer hai hum
Dil ke ameer hai hum
Sab pyar ka kamaal hai
Maal hai to taal hai
Varna tu kangaal hai
Maal hai to taal hai
Varna tu kangaal hai
Maal ke bina jeena mohaal ho gaya
Maal ko dekhe saal-o-saal ho gaya
Gareeb pe daya karo bhagwan
Ya malik kar sabka bhala
Gareeb pe daya karo bhagwan
Ya malik kar sabka bhala
Gareeb pe daya karo bhagwan
Ya malik kar sabka bhala
Watch Video