Lyric4U
Maal Hai To Taal Hai

Maalamaal

Watch Video
Lyrics
Maal hai to taal hai
Varna tu kangaal hai
Maal hai to taal hai
Varna tu kangaal hai
Dekhte hi dekhte kamaal ho gaya
Kal ka kangaal maalamaal ho gaya
Maalamaal ... maalamaal
Maalamaal ... maalamaal
Maal hai to taal hai
Varna tu kangaal hai
Maal hai to taal hai
Varna tu kangaal hai
Dekhte hi dekhte kamaal ho gaya
Kal ka kangaal maalamaal ho gaya
Maalamaal ... maalamaal
Maalamaal ... maalamaal
Hota nahi jo maal agar
Sona padta sadakon par
Paanch sitara hotelein
Khulti kahan se botalein
Chai hai, coffee hai, lemon hai, cola hai, whisky hai, soda hai, patka hai, vodka hai
Silta kahan se suit yeh
Milte kahan se boot yeh
Hoti kahan jagraniyan
Pakti kahan biryaniyan
Khate hum bas thokarein
Milti kahan motorein
Khate hum bas thokarein
Milti kahan motorein
Sab maal ka kamaal hai
Maal hai to taal hai
Varna tu kangaal hai
Maal hai to taal hai
Varna tu kangaal hai
Dekhte hi dekhte kamaal ho gaya
Kal ka kangaal maalamaal ho gaya
Maalamaal ... maalamaal
Maalamaal ... maalamaal
Hey oonchi oonchi kursiyan
Voton ki sar garmiyan
Lambi lambi deegreyan
Maani huyi yeh hastiyan
Motor bhai, Tire bhai, Chandu bhai, Mandu bhai, Moti ben, Patli ben, Champa ben, Jamuna ben
Chahe na gunwaan ho
Chahe na vidhwaan ho
Jeetega maidaan woh
Insaan jo dhanwaan ho
Sab maal ka kamaal hai
Maal hai to taal hai
Varna tu kangaal hai
Maal hai to taal hai
Varna tu kangaal hai
Dekhte hi dekhte kamaal ho gaya
Kal ka kangaal maalamaal ho gaya
Maalamaal ... maalamaal
Maalamaal ... maalamaal
Watch Video