Lyric4U
Maaf Karo

Mission Kashmir

Watch Video
Lyrics
Maaf bhi kar do yaar, maaf karo sarkar
Arre maaf bhi kar do yaar, maaf karo sarkar
Tumko aata hai gussa, humko aata hai pyar
Maaf bhi kar do yaar, maaf karo sarkar
Ae baba maaf bhi kar do yaar, maaf karo sarkar

Khwaab dekhe phoolon ke bol hai kaanto jaise
Saaf kare hum dil kaise, maaf kare hum kaise

Chhodo na chhodo na zid yeh chhodo na
Dilruba dil mera haaye aise todo na
Na na main nahi maanti haath jodo na
Tumko aata hai gussa, humko aata hai pyar
Maaf bhi kar do yaar, maaf karo sarkar please
Pyar hai kitna cheer ke dil tumhe dikhaya jaaye
Tumhi bata do ab tumko kaise manaya jaaye

Sab pata chal gaya jhootha hai yeh pyar
Ab mujhe rokna hai nahi aasaan
Haan tum kaho toh abhi de doon apni jaan