Love Is A Waste Of Time
PK
Lyrics
Tujhe tak tak tak takte rehna
Teri bak bak bak sunte rehna
Kaam kaaj sab bhool bhula ke
Tere peeche peeche chalte rehna
Ee toh hai waste of time
Love is a waste of time
Pyar vyar waste of time
Ee love is waste of time
Aa .. aa aa ... aa aa ... aa aa aa
Phir bhi soch liya hoon mann maa
Ek baar toh is jeevan maa
Karle waste of time
Karna hai waste of time
I want to waste my time
I love this waste of time
Aa .. aa aa ... aa aa ... aa aa aa
Aa .. aa aa ... aa aa ... aa aa aa
Poore pachattar baar mirrorwa dekhe
Battess baar hum apna baal banaye
Aath martaba kapda change kiye hum
Bhar bhar botal badhiya scent lagaye
Sajte rahe, savarte rahe
Kiya na koi bhi kaam
Aaj samajh mein aa gaya bhaiya
Love is waste of time
Phir bhi soch liya hoon mann maa
Ek baar toh is jeevan maa
Karle waste of time
Karna hai waste of time
I want to waste my time
I love this waste of time
Aa .. aa aa ... aa aa ... aa aa aa
Aa .. aa aa ... aa aa ... aa aa aa
Ajab gajab si uthal puthal hai mann maa
Kaisi hai yeh feeling kaise bataye
Baithe baithe bina baat muskaaye
Kya hai maajhra kuch bhi samajh na aaye
Udne ka mann kare
Mann kare ki zor zor chillaye
Aaj samajh mein aa gaya bhaiya
Love is waste of time
Phir bhi soch liya hoon mann maa
Ek baar toh is jeevan maa
Karle waste of time
Karle waste of time
Karna hai waste of time
Karna hai waste of time
I want to waste my time
I want to waste my time
I love this waste of time
Aa .. aa aa ... aa aa ... aa aa aa
Aa .. aa aa ... aa aa ... aa aa aa
Watch Video