Lyric4U
Love Games

Love Games

Watch Video
Lyrics
Phool tha pyasa
Titli ko phansa
Dekar dil ka jhansa
Love games ... love games
Titli bigad gayi
Phool pe chadh gayi
Pheka dil ka paasa
Love games ... love games
Love games darling darling let's play
Love games ... love games
Batiyan bujh gayi
Dhajiyan udh gayi dil ki
Love games ... love games
Phool tha pyasa
Titli ko phansa
Dekar dil ka jhansa ... love games
Love games darling darling let's play
Hoti hai khaakh ki khata
Hai sawah lakh ka gunah
Teri bhi thu meri thu ho jahaan mein
Aaja ho jaaye tabah
Gullak ko se kheench ke
Kaudiyon mein bech de dil ko ... love games
Phool tha pyasa
Titli ko phansa
Dekar dil ka jhansa ... love games
Raaton ko baante aa
Daanton se kaate aa
Dard se aah kare ooh par dil yeh
Jism ko parwah kahan
Jism yeh jalaye aa
Dard dafnaye aa dil ke ... love games
Phool tha pyasa
Titli ko phansa
Dekar dil ka jhansa
Titli bigad gayi
Phool pe chadh gayi
Pheka dil ka paasa ... love games
Love games darling darling let's play
Chad gaya phulwa ... love games
Udh gayi titli ... love games
Dil ki baghiya lutt gayi ... love games
Watch Video