Lyric4U
Lonely

Khiladi 786

Watch Video
Lyrics
Tujh se door hoon main bhi majboor
Dil ko sataye teri akhiyon ka noor
Baat yeh sachchi aaj tujhko bataon
Mujhe samajh ni aata kaise dooriyan mitaon
Bas tere liye main yeh geet likhte jaaon
Din raat hi main inhe gungunaon
Phone mein photo teri dekhon baari baari
Jee karda aa java main maarke udaari
O bawariya, O bawariya
Main kitna tanha tanha lonely lonely tere bin
O bawariya
Teri yaad yaad yaad mein
Teri yaad yaad yaad mein
Teri yaad yaad yaad mein tadpe jiya
O bawariya, O bawariya
Main kitna tanha tanha lonely lonely tere bin
O bawariya
Saanson mein, aankhon mein, neendon mein, khwaabon mein tu hi tu

Jitna main bhoolna chahoon
Teri yaadein na dil se jaati hai
Koi na koi connection hai
Joh meri neendon ko churati hai
Teri yaad saath hai