Leke Prabhu Ka Naam
Tiger 3
Lyrics
Udta phirta dil toh parinda hai, udta phirta
Qatra qatra tafri pe zinda hai, qatra qatra
Haan sar pe dhunki sawaar hai
Hungama barkarar hai
Fursat se aaj toh humein farmana pyar vyar hai
Baithe baithe kya karein ab karna hai kuch kaam
Arre music vusic start karo bhai leke leke leke prabhu ka naam
Arre music vusic start karo bhai leke leke leke prabhu ka naam
Leke prabhu ka naam naam naam naam naam
Leke prabhu ka naam naam naam naam naam
Leke prabhu ka naam
Flirtatious ... contagious ... kyun behta hai so serious
Aankhon mein tevar hai phir bhi dilon mein hai jaan nisaari, jaan nisaari
Dil ki hi karte hai koi nahi hai jawab daari
Apne liye yoon toh padh jaye kam qaiynat saari, qaiynat saari
Dil mein jagah ho toh dedo humein marzi tumhari
O main keha ishq di feeling changi ae
Sab ton rang berangi ae
Ik world mein hi PhD hai
Na comma na full stop
Haan khud pe yeh aitbaar hai
Mauke ka intezaar hai
Humko duniya mein ishq ka phailana karobaar hai

Watch Video