Lyric4U
Leke Pehla Pehla Pyar - II

C.I.D. (1956)

Watch Video
Lyrics
O leke pehla pehla pyar
Bharke aankhon mein khumaar
Jaadu nagri se aaya hai koi jaadugar
O leke pehla pehla pyar
Bharke aankhon mein khumaar
Jaadu nagri se aaya hai koi jaadugar
O leke pehla pehla pyar
Bharke aankhon mein khumaar
Jaadu nagri se aaya hai koi jaadugar
Uski deewani huyi kahun kaise ho gayi
Jaadugar chala gaya main toh yahan kho gayi
Uski deewani huyi kahun kaise ho gayi
Jaadugar chala gaya main toh yahan kho gayi
Hoye naina jaise hue chaar
Gaya dil ka qaraar
Jaadu nagri se aaya hai koi jaadugar
O leke pehla pehla pyar
Bharke aankhon mein khumaar
Jaadu nagri se aaya hai koi jaadugar
O leke pehla pehla pyar
Bharke aankhon mein khumaar
Jaadu nagri se aaya hai koi jaadugar
Tumne toh dekha hoga usko sitaaro
Aao zara mere sang milke pukaaro
Tumne toh dekha hoga usko sitaaro
Aao zara mere sang milke pukaaro
Hoye dono hoke beqaraar
Dhoondhe tujhko mera pyar
Jaadu nagri se aaya hai koi jaadugar
O leke pehla pehla pyar
Bharke aankhon mein khumaar
Jaadu nagri se aaya hai koi jaadugar
O leke pehla pehla pyar
Bharke aankhon mein khumaar
Jaadu nagri se aaya hai koi jaadugar
Jab se lagaya tere pyar ka kajal
Kaali kaali birha ki ratiya hai bekal
Jab se lagaya tere pyar ka kajal
Kaali kaali birha ki ratiya hai bekal
Hoye aaja mann ke shingaar
Kare bindiya pukaar
Jaadu nagri se aaya hai koi jaadugar
O leke pehla pehla pyar
Bharke aankhon mein khumaar
Jaadu nagri se aaya hai koi jaadugar
O leke pehla pehla pyar
Bharke aankhon mein khumaar
Jaadu nagri se aaya hai koi jaadugar
O leke pehla pehla pyar
Bharke aankhon mein khumaar
Jaadu nagri se aaya hai koi jaadugar
Watch Video