Lehrein
Aisha
Lyrics
Khoyi khoyi si hoon main
Kyun yeh dil ka haal hai
Dhundle saare khwaab hai
Ulja har khayal hai
Saari kaliyan murja gayi
Rang unke yaadon mein reh gaye
Saare gharaunde reth ke
Lehrein aayi, lehron mein beh gaye
Raah mein kal kitne chirag the
Samne kal phoolon ke bhaag thi
Kisse kahoon kaun hai joh sune
Kaante hi kyun maine hai chhune
Sapne mere kyun hai kho gaye
Jaage hai kyun dil mein gham mere
Saari kaliyan murja gayi
Rang unke yaadon mein reh gaye
Saare gharaunde reth ke
Lehrein aayi, lehron mein beh gaye
Na na na ... na na na
Kya kahoon kyun yeh dil udaas hai
Ab koi door hai na paas hai
Chhu le joh dil woh baatein ab kahan
Woh din kahan raatein ab kahan
Joh beeta kal hai ab khwaab sa
Ab dil mera hai betaab sa
Saari kaliyan murja gayi
Rang unke yaadon mein reh gaye
Saare gharaunde reth ke
Lehrein aayi, lehron mein beh gaye
Beh gaye
Watch Video