Lyric4U
Latoo

Ghajini

Watch Video
Lyrics
That's one small step for a man
One giant leap for mankind
Houston, Tranquility base here
The eagle has landed!
Na jaaiye, na jaaiye
Latoo latoo latoo main uspe latoo
Latoo latoo latoo main
Palak kyun phadke re
Dil yeh kyun dhadke re
Thirak si jaun re
Kyun main sharmaun re
Aaj yeh kaun aaya
Khushbuyon sa chaaya
Chaal mein ghughroo hai
Mausam hai ... oh oh oh woh
Yaar, yaar, yaar ... mera yaar aaya
Yaar, yaar, yaar ... mera yaar aaya
Latoo latoo latoo main uspe latoo
Latoo latoo latoo main uspe latoo
Yaar, yaar, yaar ... mera yaar aaya
Yaar, yaar, yaar ... mera yaar aaya
Uske aane se bas jaaye
Sune sune mann ka ilaaka
Na jaaiye
Woh bas karde ishaara
Aur mein boloon joh hukm ho aaka
Na jaaiye
Oh tad tad simba ve
Oh tad tad simba ve
Oh tad tad saimba ve ... ho ya
Oh tad tad saimba ve ... ho ya
Maza ri maza ri maza ri simba ve
Maza ri maza ri maza ri simba ve
Maza ri maza ri maza ri simba ve
Maza ri maza ri maza ri simba ve
Masti mein ti ... woh hai
Jeene mein jee ... woh hai
Seene mein see ... woh hai
Dhak dhak dhak har dhadkan mein woh
Pani mein pa ... woh hai
Dhaani mein dha ... woh hai
Maani mein maa ... woh hai
Saazon mein hai har sargam hai woh
Lutf kya uski aashiqui mein hai
Usko ghoonth ghoonth main pee loon
Zindagi uske nashe main jee loon
Latoo latoo latoo main uspe latoo
Latoo latoo latoo main uspe latoo
Yaar, yaar, yaar ... mera yaar aaya
Yaar, yaar, yaar ... mera yaar aaya
O palak kyun phadke re
Dil yeh kyun dhadke re
Thirak si jaun re
Kyun main sharmaun re
Aaj yeh kaun aaya
Khushbuyon sa chaaya
Chaal mein ghughroo hai
Mausam hai ... oh oh oh woh
Yaar, yaar, yaar ... mera yaar aaya
Yaar, yaar, yaar ... mera yaar aaya
Yaar, yaar, yaar, yaar, yaar, yaar
Latoo latoo latoo main uspe latoo
Latoo latoo latoo main uspe latoo
Latoo latoo latoo main uspe latoo
(Rap verse)
Watch Video