Labon Ka Karobaar
Befikre
Lyrics
Jebon mein bikhre hai taare
Khali hua aasmaan
Haathon mein dhoop hai mere
Barfeela baaki jahaan
Rooh gaaye jhoome jaaye
Dil kahe baar baar
Ishq kar le, ishq jee le
Ishq labon ka karobaar
Jebon mein bikhre hai taare
Khali hua aasmaan
Haathon mein dhoop hai mere
Barfeela baaki jahaan
Rooh gaaye jhoome jaaye
Dil kahe baar baar
Ishq kar le, ishq jee le
Ishq labon ka karobaar
Jebon mein bikhre hai taare
Khali hua aasmaan
Haathon mein dhoop hai mere
Barfeela baaki jahaan
Dhoop mein ishq chaaon
Dard mein aaraam
Makhmali har raat
Sharbati har shaam
Ishq ka leke naam
Dil se nikle salaam
Na chupa, na daba
Ho ja tu belagaam
Ishq bina teri shaamein
Khali khanakte jaam
Ishq karam se raatein
Joh na chamakte chaand
Rooh gaaye jhoome jaaye
Dil kahe baar baar
Ishq kar le, ishq jee le
Ishq labon ka karobaar
Jebon mein bikhre hai taare
Khali hua aasmaan
Haathon mein dhoop hai mere
Barfeela baaki jahaan
Jebon mein bikhre hai taare
Jebon mein bikhre hai taare
Ishq labon ka karobaar
Watch Video