Lyric4U
Laal Dupatta

Mujhse Shaadi Karogi

Watch Video
Lyrics
Laal dupatta
Laal dupatta udh gaya re bairi hawa ke jhonke se
Laal dupatta udh gaya re bairi hawa ke jhonke se
Mujhko piya ne dekh liya, haaye re dhoke se
Maana ke mujhe dil dega woh
Magar meri jaan lega woh
Maana ke mujhe dil dega woh
Magar meri jaan lega woh
Laal dupatta
Laal dupatta udh gaya re tera hawa ke jhonke se
Laal dupatta udh gaya re tera hawa ke jhonke se
Tujhko piya ne dekh liya, haaye re dhoke se
Maana ke tujhe dil dega woh
Magar apni jaan dega woh
Maana ke tujhe dil dega woh
Magar apni jaan dega woh
Lakh chupaye baithi thi main apne chaand se chehre ko
Ek pal mein hi todh diya bairan hawa ne pehre ko
Ho tere chehre ka jaana kuch aisa jaadu chha gaya
Mere chaand ko dekhkar chaand bhi sharma gaya
Mujhe sharm si aaye ... haaye tauba
O mera dil ghabraye ... haaye tauba
Arre aa baahon mein chook na jaaye aise mauke se
Tujhko piya ne dekh liya, haaye re dhoke se
Maana ke tujhe dil dega woh
Magar apni jaan dega woh
Maana ke mujhe dil dega woh
Magar meri jaan lega woh
Haaye mehka mehka yeh sama kehne laga aa pyar kar
Mere sone yaar tu dilbar se iqraar kar
O tere pyar ki khushboo mere saanson mein sama gayi
Le sajna sab chhod main tere peeche peeche aa gayi
Tujhe pyar ho gaya ... haaye tauba
Iqraar ho gaya ... haaye tauba
Arre ab toh roke na rukoon main kisi ke roke se
Mujhko piya ne dekh liya, haaye re dhoke se
Maana ke mujhe dil dega woh
Magar meri jaan lega woh
Maana ke tujhe dil dega woh
Magar apni jaan dega woh
Laal dupatta udh gaya re bairi hawa ke jhonke se
Oye laal dupatta udh gaya re tera hawa ke jhonke se
Tujhko piya ne dekh liya, haaye re dhoke se
Maana ke mujhe dil dega woh
Magar meri jaan lega woh
Maana ke tujhe dil dega woh
Magar apni jaan dega woh
Watch Video