Lyric4U
Laal Chunariya

Jodi No. 1

Watch Video
Lyrics
Dil dhak dhak karta hai re
Tujhpe hi marta hai re
Sun kya kya kehta hai re
Dil dhak dhak karta hai re
Tujhpe hi marta hai re
Sun kya kya kehta hai re
O mere sona, haaye roop salona, tera kya kehna re
Laal chunariya wali pe dil aaya re
Arre laal chunariya wali pe dil aaya re
Dil dhak dhak karta hai re
Tujhpe hi marta hai re
Sun kya kya kehta hai re
O mere sona, haaye roop salona, tera kya kehna re
Laal chunariya wali pe dil aaya re
Arre laal chunariya wali pe dil aaya re
Jab chand sanam chatt pe aaye
Teri yaad mujhe tadpa jaaye
Jab chand sanam chatt pe aaye
Teri yaad mujhe tadpa jaaye
Yaadon mein hi rehna ghum
Taare ginte rehna tum
Khayalon ke laddu khate rehna tum
Khayalon ke laddu khate rehna tum
O mainu laddu batwana
Maine band bajwana
Tainu pyar sikhana re
Laal chunariya wali pe dil aaya re
Arre laal chunariya wali pe dil aaya re
Karle karle pyar karle re
O saloni pyar karle re
Karle karle pyar karle re
O saloni pyar karle re
Kya cheez hai tu, kya lagti hai
Kya ada hai yeh, kya masti hai
Kya cheez hai tu, kya lagti hai
Kya ada hai yeh, kya masti hai
Mastiyan lutaungi
Adayein dikhaungi
Par mein teri baaton mein na aaungi
Par mein teri baaton mein na aaungi
O tainu kangana pehnana
Tainu doli mein bithana
Tainu angna mein laana re
Laal chunariya wali pe dil aaya re
Arre laal chunariya wali pe dil aaya re
Dil dhak dhak karta hai re
Tujhpe hi marta hai re
Sun kya kya kehta hai re
O mere sona, haaye roop salona, tera kya kehna re
Laal chunariya wali pe dil aaya re
Arre laal chunariya wali pe dil aaya re
Dil dhak dhak karta hai re
Tujhpe hi marta hai re
Sun kya kya kehta hai re
O mere sona, haaye pyar salona, tera kya kehna re
Watch Video