Kyun Kisi Ko
Tere Naam
Lyrics
Yeh pyar mein kyun hota hai
La la la ... la la la
Kyun kisi ko wafa ke badle
Wafa nahi milti
Kyun kisi ko dua ke badle
Dua nahi milti
Kyun kisi ko khushi ke badle
Khushi nahi milti
Yeh pyar mein kyun hota hai
Yeh pyar mein kyun hota hai
Kyun kisi ko wafa ke badle
Wafa nahi milti
Ishq kitna rulaye
Saari duniya bhulaye
Bekaraari badhaye
Chain ek pal na aaye
Log ishq mein kya se kya huye
Mil gaye kabhi phir juda huye
Bas fiza mili is bahaar mein
Umrr kat rahi intezar mein
Kyun kisi ko hansi ke badle
Hansi nahi milti
Kyun kisi ko wafa ke badle
Wafa nahi milti
(Sargam)
Yeh pal kahin thehra nahi
Yaadon pe toh pehra nahi
Jab dava se bhi zakhm na bhare
Aaise haal mein socho koi kya kare
Kyun kisi ko khushi ke badle
Khushi nahi milti
Kyun kisi ko wafa ke badle
Wafa nahi milti
Yeh pyar mein kyun hota hai
Yeh pyar mein kyun hota hai
Kyun kisi ko wafa ke badle
Wafa nahi milti
Watch Video