Kyun Khanke Teri Choodi
Tumko Na Bhool Paayenge
Lyrics
Kyun khanke teri choodi, kyun chamke teri bindiya

Kyun chanke teri payal, kyun khanke tera kangana
Meri choodi, meri bindiya
Meri choodi, meri bindiya, meri payal kangana
Arre apne hosh gawa baithe hai jab se mile ho tum sajna
Kyun khanke teri choodi, kyun chamke teri bindiya
Jawani mein aisa hota hai gori
Khanakta hai kangana bajhti hai choodi
Mohabbat na samjhe kaisa hai anari
Mohabbat nahi toh kaisi jawani
Rab ne banayi hai jodi hamari
Meri choodi, arre meri bindiya
Meri choodi, meri bindiya, meri payal kangana
Apne hosh gawa baithe hai jab se mile ho tum sajna
Kyun khanke teri choodi, kyun chamke teri bindiya
Main na mila toh kaise jiyogi
Apni mohabbat kisko kahogi
Kal joh bhi hoga kisko khabar hai
Zara socho tanha kaise rahogi, kaise rahogi
Main toh mar jaungi
Kuch kar jaungi
Main toh mar jaungi
Kuch kar jaungi
Tune saath joh mera chhoda
Tune saath joh mera chhoda
Mera sab kuch tere sadke
Haan mera sab kuch tere sadke sun le dilbar jaani
Arre apni jaan gawa dunga main tujhpe o deewani, haan
Kyun khanke teri choodi, kyun chamke teri bindiya
Kyun chanke teri payal, kyun khanke tera kangana
Arre meri choodi, meri bindiya

Watch Video