Kya Sochta Hai Ae Dil
Sadak
Lyrics
Kya sochta hai ae dil
Kya sawaal karta hai
Yeh pyar toh sabhi ka bura haal karta hai
Kya sochta hai ae dil
Kya sawaal karta hai
Yeh pyar toh sabhi ka bura haal karta hai
Kya sochta hai ae dil
Jisne bhi pyar kiya, dil ka aitbaar kiya
Haan jisne bhi pyar kiya, dil ka aitbaar kiya
Usne toh khud hi apna bas jeena dushvaar kiya
Pehle toh dil lagake
Phir dard meetha paake
Kya khayal karta hai
Yeh pyar toh sabhi ka bura haal karta hai
Kya sochta hai ae dil
Jaata hai ik nazar mein dil ka sukoon saara
Jaata hai ik nazar mein dil ka sukoon saara
Deta joh bekaraari, lagta hai woh hi pyara
Kya hum batayein kaise
Mat poocho kaise kaise
Yeh kamaal karta hai
Yeh pyar toh sabhi ka bura haal karta hai
Kya sochta hai ae dil
Kya sawaal karta hai
Yeh pyar toh sabhi ka bura haal karta hai
Kya sochta hai ae dil
Kya sochta hai ae dil
Watch Video