Lyric4U
Kya Maine Aaj Suna

Hamara Dil Aapke Paas Hai

Watch Video
Lyrics
Kya maine aaj suna
Haan maine tumko chuna
Kya maine aaj suna
Haan maine tumko chuna
Hai pyar humse
Haan ji kasam se
Hai pyar humse
Haan ji kasam se
Sunke hua pyar mera dugna
Kya maine aaj suna
Haan maine tumko chuna
Dil kitna khush hota hai tumse milke
Humko sunao kisse apne dil ke
Har pal yeh japta rehta hai naam tumhara
Tum bhi ho pyare, dil bhi tumhara hai pyara
Ho pyar amar hai
Phir kiska darr hai
Geet koi dil ki dhun pe gunguna
Kya maine aaj suna
Haan maine tumko chuna
Tumne paayi khoobi kya mujh mein aisi
Pariyan bhi shayad nahi tumhare jaisi
Mujhko hamesha yoon hi chahoge kya
Tum bhi toh apna vaada nibhaoge kya
Tumko pata hai
Bolo na kya hai
Mann hi mann koi sapna maine hai buna
Kya maine aaj suna
Haan maine tumko chuna
Hai pyar humse
Haan ji kasam se
Sunke hua pyar mera dugna
Kya maine aaj suna
Haan maine tumko chuna
Watch Video