Kya Lagti Hai Haaye Rabba
Dulhe Raja
Lyrics
Kya lagti hai haaye rabba
Kya dikhti hai haaye rabba
Kya dikhti hai haaye rabba
Kya chalti hai haaye rabba
Kya lagti hai
Kya dikhti hai
Kya chalti hai haaye rabba ... oye rabba
Main sapno mein iske kho gaya
Arre main deewana ho gaya
Lautke phir na vapas aaya
Iski galiyon mein joh gaya
Main sapno mein iske kho gaya
Arre main deewana ho gaya
Kya lagti hai haaye rabba
Kya dikhti hai haaye rabba
Kya lagti hai haaye rabba
Kya dikhti hai haaye rabba
Hoye jalti hui chingari hai
Yeh toh churi do dhaari hai
Kaanto bhari phulwari hai
O dekho, O dekho
Haan jalti hui chingari hai
Yeh toh churi do dhaari hai
Kaanto bhari phulwari hai
Haan kyun na socha, kyun na samjha
Kyun ispe marne ko gaya
Kya chehra hai haaye rabba
Kya nakhra hai haaye rabba
Kya nakhra hai haaye rabba
Kya hasti hai haaye rabba
Kya chehra hai
Kya nakhra hai
Kya hasti hai haaye rabba ... oye rabba
Main sapno mein iske kho gaya
Main deewana ho gaya
Lautke phir na vapas aaya
Iski galiyon mein joh gaya
Main sapno mein iske kho gaya
Arre main deewana ho gaya
Hoye masti chalakti pyaali ki
Dil mein chupi dilwali ki
Nakhre bade nakhrali ki, haan
Masti chalakti pyaali ki
Dil mein chupi dilwali ki
Nakhre bade nakhrali ki
Arre raat ko jaaga iski khatir
Iski yaadon mein so gaya
Kya khushboo hai haaye rabba
Kya kesu hai haaye rabba
Kya kesu hai haaye rabba
Kya jaadu hai haaye rabba
Kya khushboo hai
Kya kesu hai
Kya jaadu hai haaye rabba ... oye rabba
Main sapno mein iske kho gaya
Arre main deewana ho gaya
Lautke phir na vapas aaya
Iski galiyon mein joh gaya
Main sapno mein iske kho gaya
Arre main deewana ho gaya
Re main sapno mein iske kho gaya
Haaye main deewana ho gaya
Watch Video