Kya Khoob Lagti Ho
Dharmatma
Lyrics
Kya khoob lagti ho
Badi sundar dikhti ho
Kya khoob lagti ho
Badi sundar dikhti ho
Phir se kaho, kehte raho
Acha lagta hai
Jeevan ka har sapna
Ab sacha lagta hai
Kya khoob lagti ho
Badi sundar dikhti ho
Kya khoob lagti ho
Badi sundar dikhti ho
Tareef karoge kab tak, bolo kab tak
Mere seene mein saans rahegi jab tak
Kab tak main rahungi man mein haan man mein
Sooraj hoga jab tak neel gagan mein
Phir se kaho, kehte raho
Acha lagta hai
Jeevan ka har sapna
Ab sacha lagta hai
O kya khoob lagti ho
Badi sundar dikhti ho
Tum pyar se pyari ho
Tum jaan hamari ho
Khush ho na mujhe tum paakar, mujhe paakar
Pyaase dil ko aaj mila hai sagar
Kya dil mein hai aur tamanna, hai tamanna
Har jeevan mein tum mere hi ban'na
Phir se kaho, kehti raho
Acha lagta hai
Jeevan ka har sapna
Ab sacha lagta hai
O kya khoob lagti ho
Badi sundar dikhti ho
Tum pyar se pyare ho
Tum jaan hamari ho
Tum pyar se pyare ho
Tum jaan hamari ho
Watch Video