Lyric4U
Kya Hua Yeh Mujhe Kya Hua

Jis Desh Mein Ganga Behti Hai

Watch Video
Lyrics
Kya hua, yeh mujhe kya hua, kya pata
Jaane kyun machal raha hai aaj dil mera
Pyar ki dagar pe koi tujhe le chala
Kaun hai, woh kaun hai humein bhi toh bata
Kya hua
Saans saans bekaraar hai
Jaise teer dil ke paar hai
Haaye jiski meethi meethi hai jalan
Yeh woh madhbhara bukhaar hai
Mat kisiko bata, chup sake toh chupa
Kya hua, yeh mujhe kya hua, kya pata
Jaane kyun machal raha hai aaj dil mera
Pyar ki dagar pe koi tujhe le chala
Kaun hai, woh kaun hai humein bhi toh bata
Kya hua
Din mein tujhko khwaab aayenge
Aur raat bhar jagayenge
Yeh kasak joh yoon bani rahi
Haaye hum toh mar hi jayenge
Dhadke dil har ghadi, hai yeh kya bekasi
Pyar ki dagar pe koi tujhe le chala
Kaun hai, woh kaun hai humein bhi toh bata
Kya hua, yeh mujhe kya hua, kya pata
Jaane kyun machal raha hai aaj dil mera
Kya hua
Is nashe ka kya utaar hai
Is nadi ka koi paar hai
Rog yeh toh lailaaj hai
Haan issi ka naam pyar hai
Roz hota nahi, hoke mit'ta nahi
Kya hua, yeh mujhe kya hua, kya pata
Jaane kyun machal raha hai aaj dil mera
Pyar ki dagar pe koi tujhe le chala
Kaun hai, woh kaun hai humein bhi toh bata
Kya hua
Watch Video