Kya Gham Joh Andheri Hai Raatein
Barsaat Ki Raat
Lyrics
Kya gham joh andheri hai raatein
Ek sham-e-tamanna saath toh hai
Kuch aur sahara ho ke na ho
Haathon mein tumhara haath toh hai
Kya gham joh andheri hai raatein
Kya jaaniye kitne deewane
Ghar phoonk tamasha dekh chuke
Jis pyar ki duniya dushman hai
Us pyar mein koi baat toh hai
Kuch aur sahara ho ke na ho
Haathon mein tumhara haath toh hai
Kya gham joh andheri hai raatein
Watch Video