Lyric4U
Kya Dil Ne Kaha

Kyaa Dil Ne Kahaa

Watch Video
Lyrics
Kya dil ne kaha ... hmm hmm hmm
Kya dil ne kaha kya tumne suna
Palkein jhuki hai, saansein ruki hai, koi humein pukare
Anjani raahein thaame hai baahein, hum hi nahi hamare ... o yaara
Kya dil ne kaha kya tumne suna
Kya dil ne kaha kya tumne suna
Milte bichadte yoon chalte chalte hum ho gaye tumhare
Kaisa asar hai hum bekhabar hai, badle hai yeh sitare ... o yaara
Kya dil ne kaha kya tumne suna
Kya dil ne kaha kya tumne suna
Tanha tanha jeete the
Khud se baatein karte the
Tum sa koi mil jayega
Dil pe likhte rehte the
Tanha tanha jeete the
Khud se baatein karte the
Tum sa koi mil jayega
Dil pe likhte rehte the
Dil pe yeh likhte rehte the
Nazarein churana laage suhana bali umar hai jaana ... o yaara
Kya dil ne kaha kya tumne suna
Joh dil ne kaha haan maine suna
Main toh bhanwra hoon sorry
Kaliyon ki karta chori
Bandhe kyun preet ki dori
Rehne de thodi doori
Main toh bhanwra hoon sorry
Kaliyon ki karta chori
Bandhe kyun preet ki dori
Rehne de thodi doori
Rehne de thodi si doori
Arre teri tu jaane, maine hai bandhe saaton janam ke dhaage ... o yaara
Kya dil ne kaha kya tumne suna
Joh dil ne kaha haan maine suna
Palkein jhuki hai, saansein ruki hai, koi humein pukare
Anjani raahein thaame hai baahein, hum hi nahi hamare ... o yaara
Kya dil ne kaha kya tumne suna
Joh dil ne kaha haan maine suna
Watch Video