Lyric4U
Kya Dharti Kya Aasmaan

Deedar

Watch Video
Lyrics
Sapna ... Sapna
Kya dharti kya aasmaan
Kya dharti kya aasmaan
Jaaneman tu hogi jahan
Kya dharti kya aasmaan
Jaaneman tu hogi jahan
Tujhko dhoond ke launga
Dil mein tujhe basaunga
Kya dharti kya aasmaan
Jaaneman tu hogi jahan
Tujhko dhoond ke launga
Dil mein tujhe basaunga
Sapna ... Sapna
Kya dard dil mein jagaya hai
Betaab mujhko banaya hai
Kya dard dil mein jagaya hai
Betaab mujhko banaya hai
Tere haseen khayalon ne
Kitna mujhe tadpaya hai
Agar mili tu naazneen toh main bataunga
Kya dharti kya aasmaan
Jaaneman tu hogi jahan
Tujhko dhoond ke launga
Dil mein tujhe basaunga
Sapna ... Sapna
Tu ek hazaron lakhon mein
Dooba main teri aankhon mein
Tu ek hazaron lakhon mein
Dooba main teri aankhon mein
Hai tu basi meri yaadon mein
Khushboo hai teri saanson mein
Tujhko palakon ke jharokhe mein chupaunga
Kya dharti kya aasmaan
Jaaneman tu hogi jahan
Tujhko dhoond ke launga
Dil mein tujhe basaunga
Sapna ... Sapna
Kehna hai joh meri jaan kehde
Seene mein kya armaan kehde
Kehna hai joh meri jaan kehde
Seene mein kya armaan kehde
Main jaan tujhpe lutaunga
Ek baar bas tu haan kehde
Hai yeh vaada tujhko dulhan main banaunga
Kya dharti kya aasmaan
Jaaneman tu hogi jahan
Tujhko dhoond ke launga
Dil mein tujhe basaunga
Kya dharti kya aasmaan
Jaaneman tu hogi jahan
Tujhko dhoond ke launga
Dil mein tujhe basaunga
Sapna I love you
Sapna I love you
Watch Video