Kya Cheez Hai Mohabbat Yeh
Balwaan
Lyrics
Kya cheez hai mohabbat yeh zara humein bhi samjhana

Dil poochta hai, tumko pata hai
Dil poochta hai, tumko pata hai, yeh raaz kya hai humko batlana
Kya cheez hai mohabbat yeh zara humein bhi samjhana
Dil poochta hai, tumko pata hai, yeh raaz kya hai humko batlana
Kya cheez hai mohabbat yeh zara humein bhi samjhana
Tu hai haseen, dil tujhpe aaya hai, tu apna bana le
Aankhon mein apni main bhi ek sapna hoon tu mujhko saja le

Ishq mohabbat pyar is duniya ki rasam batlana
Kya cheez hai mohabbat yeh zara humein bhi samjhana
Dil poochta hai, tumko pata hai, yeh raaz kya hai humko batlana
Kya cheez hai mohabbat yeh zara humein bhi samjhana
Dil ki kitaab tune toh padi hogi, mujhko pada de
Aankhon ki bhasha maine toh seekhi nahi, mujhko sikha de

Chhed ke dil ka taar kabhi tu yaar mere na tadpana
Kya cheez hai mohabbat yeh zara humein bhi samjhana
Dil poochta hai, tumko pata hai, yeh raaz kya hai humko batlana
Kya cheez hai mohabbat yeh zara humein bhi samjhana
Thehro zara tumko pada dungi, main kachi nahi hoon
Main pyar karna pal mein sikha dungi, main kachi nahi hoon

Badi inayat yaar tumko, maan gaya hai deewana
Watch Video