Lyric4U
Kuch Ho Gaya Kya Ho Gaya

Kishen Kanhaiya

Watch Video
Lyrics
Kuch ho gaya ... haan ho gaya
Kya ho gaya bata
Kuch ho gaya ... haan ho gaya
Kya ho gaya bata
Chand ke desh mein dil mera ud gaya
Ud gaya, ud gaya, ud gaya
Kuch ho gaya ... haan ho gaya
Kya ho gaya bata
Anjani raah par jeevan yeh mud gaya haan
Mud gaya, mud gaya, mud gaya
Kuch ho gaya ... haan ho gaya
Kya ho gaya bata
Zulfon ne teri uljha diya
Zulfon se teri khata ho gayi
Lab ko lab chhuke jalne lage
Gustaki tujhse yeh kya ho gayi
Chham chham chhanan nache jiya
Saansein bani sargam piya
Chand ke desh mein dil mera ud gaya
Ud gaya, ud gaya, ud gaya
Kuch ho gaya ... haan ho gaya
Kya ho gaya bata
Baahon mein aake main besur huyi
Teri baahon ka hi toh yeh dosh hai
Kajal laga lo toh kaala kiya
Teri aankhon ka hi toh yeh dosh hai
Chham chham chhanan nache jiya
Saansein bani sargam piya
Anjani raah par jeevan yeh mud gaya haaye
Mud gaya, mud gaya, mud gaya
Kuch ho gaya ... haan ho gaya
Kya ho gaya bata
Kuch ho gaya ... haan ho gaya
Kya ho gaya bata
Watch Video