Koi Yahan Aha Naache Naache
Disco Dancer
Lyrics
Koi yahan aha naache naache
Koi wahan aha naache naache
Sare haseen aha naache naache
Sare jawan aha naache naache
Auva auva, auva auva
Koi yahan aha naache naache
Koi wahan aha naache naache
Sare haseen aha naache naache
Sare jawan aha naache naache
Auva auva ... tumse hai tumse pyar
Auva auva ... maano na mere yaar
Auva auva ... tumse hai tumse pyar
Pyara hai gaana yahi
Gaana bhajana yahi
Tur-tur tarana ... bang bang
Maane na maane koi
Humne toh maana yahi
Sunna sunana ... bang bang
Kisi ka dil aha naache naache
Kisi ki jaan aha naache naache
Sare haseen aha naache naache
Sare jawan aha naache naache
Auva auva ... tumse hai tumse pyar
Auva auva ... maano na mere yaar
Auva auva ... tumse hai tumse pyar
Dil ko jalana nahi
Kuch bhi chupana nahi
Jhoota bahana ... bang bang
Itni khushi hai yahan
Jiska thikana nahi
Looto khazana ... bang bang
Kahin shamma aha naache naache
Kahin dhuan aha naache naache
Sare haseen aha naache naache
Sare jawan aha naache naache
Auva auva ... tumse hai tumse pyar
Auva auva ... maano na mere yaar
Auva auva ... tumse hai tumse pyar
Sweet sweet sweet sweet sweet
Sweet sweet sweet sweet sweet
La la la ... la la la
Come on girls
La la la ... la la la
Duniya deewani lage
Kitni suhani lage
Karti jawani ... bang bang
Gaaon main geet koi
Sab ki kahani lage
Yaadein purani ... bang bang
Sari fiza aha naache naache
Sara jahaan aha naache naache
Sare haseen aha naache naache
Sare jawan aha naache naache
Auva auva ... hoke deewana naach
Auva auva ... naache zamana naach
Auva auva ... hoke deewana naach
Sweet sweet
Sweet sweet
Sweet sweet
Sweet sweet
Koi yahan aha naache naache
Koi wahan aha naache naache
Sare haseen aha naache naache
Sare jawan aha naache naache
Auva auva ... tumse hai tumse pyar
Auva auva ... maano na mere yaar
Auva auva ... tumse hai tumse pyar
Watch Video