Lyric4U
Koi Mil Gaya

Koi Mil Gaya

Watch Video
Lyrics
Khwaabon, khayalon, khwahishon ko chehra mila
Khwaabon, khayalon, khwahishon ko chehra mila
Mere hone ka matlab mila
Koi mil gaya
Koi mil gaya
Haan kaun mil gaya
Koi mil gaya
Yoon toh hum tum milne ko milte rahe
Yoon toh hum tum milne ko milte rahe
Par kyun aaj aisa laga
Koi mil gaya
Koi mil gaya
Haan kaun mil gaya
Koi mil gaya
Mujhse milkar kya hota hai yeh batlao na
Yeh batlao na
Baat yeh hum kaano mein kahenge, paas mein aao na
Paas mein aao na
Joh baat tum kahoge, woh baat main bhi jaanu
Yeh paas mein aane ki main baat nahi maanu
Suno na, suno na, suno na
Yoon toh baatein karne ko karte rahe
Par kyun aaj aisa laga
Koi mil gaya
Koi mil gaya
Haan kaun mil gaya
Koi mil gaya
Aakar mere paas mein tum ho, jaakar bhi ho paas
Jaakar bhi ho paas
Is ehsaas ke jaisa koi aur nahi ehsaas
Aur nahi ehsaas
Yeh joh bhi ho raha kyun jaanta nahi main
Apne hi dil ki baatein pehchanta nahi main
Pehchano, pehchano, pehchano
Dil toh apna pehle bhi dhadka kiya
Par kyun aaj aisa laga
Koi mil gaya
Koi mil gaya
Haan kaun mil gaya
Koi mil gaya
Khwaabon, khayalon, khwahishon ko chehra mila
Par kyun aaj aisa laga
Koi mil gaya
Koi mil gaya
Watch Video