Lyric4U
Kitna Pyara Yeh Chehra

Beta

Watch Video
Lyrics
Kitna pyara yeh chehra
Kitna pyara yeh chehra
Yeh meri sajni hai
Kitna pyara yeh chehra
Kitna pyara yeh chehra
Yeh mera sajan hai
Ek muddat se tu dil mein samayi hai
Aaj magar tu mere ghar aayi hai
Ek muddat se tu dil mein samayi hai
Aaj magar tu mere ghar aayi hai
Chhodke ab mujhe jaanam kahin tu jana na
Kitna pyara yeh chehra
Yeh meri sajni hai
Apna banaya tune ehsaan tera
Banke tu rehna sajan mera
Apna banaya tune ehsaan tera
Banke tu rehna sajan mera
Kya kahun main tujhe yeh dil hua tera deewana
Kitna pyara yeh chehra
Yeh mera sajan hai
Kitna pyara yeh chehra
Yeh meri sajni hai
Watch Video