Lyric4U
Kitna Pyara Wada

Caravan

Watch Video
Lyrics
O soniye, maar sutiya
Kitna pyara wada
Kitna pyara wada hai in matwali aankhon ka
Is masti mein sujhe na kya kar dalun haal, mohe sambhaal
O saathiyan, o beliyan

Ho ujala ya andhera
Kahin na chhute haath mera
Koi mera na tere bin
Piya nibhana saath mera
Arre kora kora gora gora yeh ang tora haaye
Pagal mohe bana diya
Kitna pyara wada hai in matwali aankhon ka
Is masti mein sujhe na kya kar dalun haal, mohe sambhaal
Barson maine mann jalaya
Mili palkon ki tab yeh chaaya
Kaante mere tann mein toote
Gale se tune tab lagaya
O saiyan pyare chalta jaa re baiyan daare haaye
Garva tohe laga liya
Kitna pyara wada hai in matwali aankhon ka
Is masti mein sujhe na kya kar dalun haal, mohe sambhaal
Roz uthake yeh nayanva
Chhua karungi tora manva
Jaise pehli baari chaha
Sada chahungi main sajanva
Haaye tere naina mere naina phir kya kehna haaye
Kya kya na maine paa liya