Kiston
Roohi
Lyrics
Chup chup ke dilbar ka deedar kar
Ae dil tu aahista izhaar kar
Saara ka saara na karna abhi se
Aasaan kiston mein tu pyar kar
Chup chup ke dilbar ka deedar kar
Ae dil tu aahista izhaar kar
Saara ka saara na karna abhi se
Aasaan kiston mein tu pyar kar
Pehle nibha ke dekhi hai tune mehengi mohabbat vilayati
Pad jaaye jis mein lene ka dena ghate ka sauda nihayati
Karna agar hi hai tu pyar karle sasta swadeshi kifayati
Pehle tu jitna laparwah tha
Utna sambhal ke hi is baar kar
Pagle saara ka saara na karna abhi se
Aasaan kiston mein tu pyar kar
Watch Video