Lyric4U
Kismat Ki Hawa Kabhi Naram

Albela (1951)

Watch Video
Lyrics
Kabhi kaali ratiyan, kabhi din suhane
Kismat ki baatein toh kismat hi jaane
O beta ji
O beta ji, arre o babu ji
Kismat ki hawa kabhi naram kabhi garam
Kabhi naram naram, kabhi garam garam
Kabhi naram garam, naram garam
O beta ji
Kismat ki hawa kabhi naram kabhi garam
Kabhi naram naram, kabhi garam garam
Kabhi naram garam, naram garam
O beta ji
Bade akad se beta nikle ghar se actor hone
Wah ri kismat, wah ri kismat, kismat mein the likhe bartan dhone
Arre bhai likhe bartan dhone
O beta ji
Jeene ka maza kabhi naram kabhi garam
Kabhi naram naram, kabhi garam garam
Kabhi naram garam, naram garam
O beta ji, arre o babu ji
Kismat ki hawa kabhi naram kabhi garam
Kabhi naram naram, kabhi garam garam
Kabhi naram garam, naram garam
O beta ji
Duniya ke is chidiya ghar mein tarah tarah ka jalwa
Mile kisi ko sukhi roti kisi ko puri halwa
Arre bhai kisi ko puri halwa
O beta ji
Khichdi ka maza kabhi naram kabhi garam
Kabhi naram naram, kabhi garam garam
Kabhi naram garam, naram garam
O beta ji, arre o babu ji
Kismat ki hawa kabhi naram kabhi garam
Kabhi naram naram, kabhi garam garam
Kabhi naram garam, naram garam
O beta ji
Dard diya toh thoda thoda khushi bhi thodi thodi
Wah re malik, wah re malik, dukh aur sukh ki khoob banayi jodi
Arre waah khoob banayi jodi
O beta ji
Jeevan ka nasha kabhi garam kabhi naram
Kabhi naram naram, kabhi garam garam
Kabhi naram garam, naram garam
O beta ji, arre o babu ji
Kismat ki hawa kabhi naram kabhi garam
Kabhi naram naram, kabhi garam garam
Kabhi naram garam, naram garam
O beta ji
Watch Video