Lyric4U
Kisi Pe Dil Agar Aa Jaye

Rafoo Chakkar

Watch Video
Lyrics
Kisi pe dil agar aa jaye to kya hota hai

Wohi hota hai jo manzoore khuda hota hai

Koi dil pe agar chha jaye to kya hota hai

Mujhko zulfon ke saaye mein so jane do sanam

Ho raha hai jo dil mein, ho jane do sanam

Baat dil ki dil mein reh jaye to phir kya hota hai
Baat dil ki dil mein reh jaye to phir kya hota hai
Wohi hota hai jo manzoore khuda hota hai
Wohi hota hai jo manzoore khuda hota hai
Kisi pe dil agar aa jaye to kya hota hai
Wohi hota hai jo manzoore khuda hota hai
Wohi hota hai jo manzoore khuda hota hai
Kya manzoor hai khuda ko batao to zara
Kya manzoor hai khuda ko batao to zara
Jaan jaogi baahon mein aa jao to zara
Jaan jaogi baahon mein aa jao to zara
Koi jo baahon mein aa jaye to phir kya hota hai