Khwaja Mere Khwaja
Jodhaa Akbar
Lyrics
Khwajaji, khwaja
Khwajaji, khwajaji, khwajaji
Ya gareeb nawaz
Ya gareeb nawaz
Ya gareeb nawaz
Ya Moinuddin
Ya Moinuddin
Ya Moinuddin
Ya khwajaji, ya khwajaji
Ya khwajaji, ya khwajaji
Khwaja mere khwaja
Dil mein samaa ja
Shahon ka shah tu
Ali ka dulara
Khwaja mere khwaja
Dil mein samaa ja
Shahon ka shah tu
Ali ka dulara
Khwaja mere khwaja
Dil mein samaa ja
Khwaja mere khwaja
Dil mein samaa ja
Bekason ki taqdeer
Tune hai sawari
Bekason ki taqdeer
Tune hai sawari
Khwaja mere khwaja
Tere darbar mein khwaja
Noor toh hai dekha
Tere darbar mein khwaja
Sar jhukate hai auliya
Tu hai mutawalli khwaja
Rutba hai pyara
Chahne se tujhko khwajaji
Mustafa ko paya
Khwaja mere khwaja
Dil mein samaa ja
Shahon ka shah tu
Ali ka dulara
Mere peer ka sadka
Mere peer ka sadka
Hai mere peer ka sadka
Tera daaman hai thaama
Khawajaji tali har bala humari
Chhaya hai khumaar tera
Jitna bhi rashk kare beshak
Toh kam hai aye mere khwaja
Tere kadmo ko mere rehnuma
Nahi chhodna gawara
Khwaja mere khwaja
Dil mein samaa ja
Shahon ka shah tu
Ali ka dulara
Khwaja mere khwaja
Dil mein samaa ja
Shahon ka shah tu
Ali ka dulara
Khwaja mere khwaja
Dil mein samaa ja
Khwaja mere khwaja
Dil mein samaa ja
Bekason ki taqdeer
Tune hai sawari
Bekason ki taqdeer
Tune hai sawari
Khwaja mere khwaja
Dil mein samaa ja
Shahon ka shah tu
Ali ka dulara
Khwajaji, khwajaji, khwajaji
Khwajaji, khwajaji, khwajaji
Khwajaji, khwajaji, khwajaji
Khwajaji, khwajaji, khwajaji
Watch Video