Lyric4U
Khushiyon Ka Din Aaya Hai

Beta

Watch Video
Lyrics
Khushiyon ka din aaya hai
Joh maanga woh paaya hai
Khushiyon ka din aaya hai
Joh maanga woh paaya hai
Aaj mujhe meri maa ne beta kehke bulaya hai
Khushiyon ka din aaya hai
Joh maanga woh paaya hai
Aaj mujhe meri maa ne beta kehke bulaya hai
Maa meri maa ... maa O meri maa
Maa meri maa ... maa O meri maa
Pooch na mujhko kitna rulati thi
Har ghadi har pal teri yaad aati thi
Pooch na mujhko kitna rulati thi
Har ghadi har pal teri yaad aati thi
Seene se aake tune lagaya
Saare dukhon ko pal mein mitaya
Tu na jaane bin tere maine kitna dard uthaya hai
Khushiyon ka din aaya hai
Joh maanga woh paaya hai
Aaj mujhe meri maa ne beta kehke bulaya hai
Maa meri maa ... maa O meri maa
Maa meri maa ... maa O meri maa
Maa mujhe tere aanchal mein palna hai
Thaam ke ungli tere saath chalna hai
Maa mujhe tere aanchal mein palna hai
Thaam ke ungli tere saath chalna hai
Pooja ka meri vardaan hai tu
Mere liye toh bhagwan hai tu
Har mandir har moorat mein bas tera roop samaya hai
Khushiyon ka din aaya hai
Joh maanga woh paaya hai
O khushiyon ka din aaya hai
Joh maanga woh paaya hai
Aaj mujhe meri maa ne beta kehke bulaya hai
Maa meri maa ... maa O meri maa
Watch Video