Lyric4U
Khatoon Ki Khidmat Mein

Desh Premee

Watch Video
Lyrics
Arri o potti kahan chali
Palat meri anar ki kali
Badtameez ... badtameez ... aapko bola jee
Kya nazakat
Kya nazakat, haaye haaye haaye haaye
Kaichi tune chal di toh mere dil ko pees pees ko kaat kaat ko chalti
Salaama!
Taane din tandana, tandana tandana
Taane din tandana, tandana tandana
Taane din tandana, tandana tandana
Taane din tandana, tandana tandana
Khatoon ki khidmat mein salaam apun ka
Khatoon ki khidmat mein salaam apun ka
Aji potti patana hai
Bhai potti patana hai
Aji potti patana hai fakht kaam apun ka
Ghar baar hua ishq mein nilaam apun ka
Khatoon ki khidmat mein salaam apun ka
Taane din tandana, tandana tandana
Taane din tandana, tandana tandana
Aye potti ... kya
Oye pareshaan ... haath chhod
Haaye maine haathan pakde toh
Tune daanta aise nakko, aise bata ha ha ha
Kya baat karta hai, hatt!
Haan baatan nahi karte hum Hyderabadi
Baatan nahi karte hum Hyderabadi
Haathan mein tere joh mehndi na laga di
Toh naam nahi lenge kabhi apne watan ka
Kabhi apne watan ka
Khatoon ki khidmat mein salaam apun ka
Khatoon ki khidmat mein salaam apun ka
Taane din tandana, tandana tandana
Tu cheej ajab hai, tu baap ghazab hai
Tu cheej ajab hai, o baap ghazab hai
Hungama sadak par hone ka sabab hai
Hungama sadak par hone ka sabab hai
Police ko bulaao, khatra hai aman ka
Khatra hai aman ka
Khatoon ki khidmat mein salaam apun ka
Khatoon ki khidmat mein salaam apun ka
Taane din tandana, tandana tandana
Gulbadan, khadim ke haathan se mooh mein daal ko chabayenge kya paan
Yeh paana mein mere kaleje ke tukde supaari ki jagah rakh ko
Chabar chabar chabar ke chabar jaa
Mar mitne mein jaanam hum logan hai maahir
Mar mitne mein jaanam hum logan hai maahir
Ghuskar tere dil mein niklenge na baahir
Ghuskar tere dil mein niklenge na baahir
Kharcha ho qafan ka, na charcha ho dafan ka
Charcha ho dafan ka
Khatoon ki khidmat mein salaam apun ka
Aji potti patana hai
Bhai potti patana hai
Aji potti patana hai fakht kaam apun ka
Ghar baar hua ishq mein nilaam apun ka
Khatoon ki khidmat mein salaam apun ka
Taane din tandana, tandana tandana
Mashooq, pehchaane kya, aashiq hoon
Raasta chhod
Haaye ek baar pakde toh chhodte nahi
Uthako le jaate zalim
Hatt ja nahi toh maarungi
Hallu hallu maar
Teri kalaai marod jayegi toh
Watch Video