Lyric4U
Khat Maine Tere Naam Likha

Bekhudi

Watch Video
Lyrics
Jab na maana dil deewana kalam uthake jaanejana
Khat maine tere naam likha
Haal-e-dil tamaam likha
Khat maine tere naam likha
Haal-e-dil tamaam likha
Jab na maana dil deewana kalam uthake jaanejana
Khat maine tere naam likha
Haal-e-dil tamaam likha
Khat maine tere naam likha
Haal-e-dil tamaam likha
Kagaz ke is tukde ko tum dil samajh lena
Kagaz ke is tukde ko tum dil samajh lena
Jahan boond giri ho syaahi ki usse dil samajh lena
Yaado mein doob ke, kagaz ko choom ke, pyar ka tujhko salam likha
Haal-e-dil tamaam likha
Haal-e-dil tamaam likha
Jab na maana dil deewana kalam uthake jaanejana
Khat maine tere naam likha
Haal-e-dil tamaam likha
Khat maine tere naam likha
Haal-e-dil tamaam likha
Maine dil se lakh kaha ke itna tadapna thik nahi
Maine dil se lakh kaha ke itna tadapna thik nahi
Aise kisi ke pyar mein pagal tera machalna thik nahi
Dil bola majboori hai, khat likhna zaroori hai, dil hua tera ghulam likha
Haal-e-dil tamaam likha
Haal-e-dil tamaam likha
Jab na maana dil deewana kalam uthake jaanejana
Khat maine tere naam likha
Haal-e-dil tamaam likha
Khat maine tere naam likha
Haal-e-dil tamaam likha
Pyar ka aisa asar bhi hoga yeh mujhe malum na tha
Pyar ka aisa asar bhi hoga yeh mujhe malum na tha
Itna dard-e-jigar bhi hoga yeh mujhe malum na tha
Maine dil thaam ke aaj tere naam se pyar ka pehla payaam likha