Lyric4U
Khambe Jaisi Khadi Hai

Dil

Watch Video
Lyrics
Khambe jaisi khadi hai
Ladki hai ya chhadi hai
Shola hai phuljhadi hai
Pattakhe ki ladi hai
Aankhon mein gussa hai
Labon pe gali hai
Dekho zara dekho yaaron khud ko samajhti hai kya
Khambe jaisi khadi hai
Ladki hai ya chhadi hai
Shola hai phuljhadi hai
Pattakhe ki ladi hai
Aankhon mein gussa hai
Labon pe gali hai
Dekho zara dekho yaaron khud ko samajhti hai kya
Gora gora yeh badan bijli se bana
440 volt hai, chhuna hai mana
Gora gora yeh badan bijli se bana
440 volt hai, chhuna hai mana
Isse tum takrao na
Jaanke jaan gavaon na
Isse tum takrao na
Jaanke jaan gavaon na
No no no no no no no no no
Khambe jaisi khadi hai
Ladki hai ya chhadi hai
Shola hai phuljhadi hai
Pattakhe ki ladi hai
Aankhon mein gussa hai
Labon pe gali hai
Dekho zara dekho yaaron khud ko samajhti hai kya
Aayi hai college mein padhne ke liye
Jab dekho taiyaar hai ladne ke liye
Aayi hai college mein padhne ke liye
Jab dekho taiyaar hai ladne ke liye
Humne khayi hai kasam
Todenge iska guroor hum
Humne khayi hai kasam
Todenge iska guroor hum
Haan haan haan haan haan haan haan haan haan
Khambe jaisi khadi hai
Ladki hai ya chhadi hai
Shola hai phuljhadi hai
Pattakhe ki ladi hai
Aankhon mein gussa hai
Labon pe gali hai
Dekho zara dekho yaaron khud ko samajhti hai kya
Dekho zara dekho yaaron khud ko samajhti hai kya
Watch Video