Lyric4U
Kehta Hai Joker Sara Zamana

Mera Naam Joker

Watch Video
Lyrics
Kehta hai joker saara zamana
Aadhi haqeeqat aadha fasana
Chashma utaaro phir dekho yaaron
Duniya nahi hai chehra purana
Kehta hai joker saara zamana
Aadhi haqeeqat aadha fasana
Kehta hai joker
Apne pe haskar jag ko hasaya
Banke tamasha mele mein aaya
Apne pe haskar jag ko hasaya
Banke tamasha mele mein aaya
Mele mein aaya
Hindu na Mulsim, purab na pashchim
Hindu na Mulsim, purab na pashchim
Mazhab hai apna hasna hasana
Kehta hai joker saara zamana
Aadhi haqeeqat aadha fasana
Kehta hai joker
Dhakke pe dhakka, rele pe rela
Hai bheed itni par dil akela
Dhakke pe dhakka, rele pe rela
Hai bheed itni par dil akela
Par dil akela
Gham jab sataye, seeti bajana
Gham jab sataye, seeti bajana
Par maskare se dil na lagana
Kehta hai joker saara zamana
Aadhi haqeeqat aadha fasana
Chashma utaaro phir dekho yaaron
Duniya nahi hai chehra purana
Kehta hai joker
Watch Video